Gussal Kay Faraiz or Gusal Karnay Ka Tareeqa in Urdu

(English – Urdu – Roman Urdu)

If a person is unclean (ناپاک), then a bath (Gussal-غسل) is Farz (obligatory-فرض) on him, there are many people who consider bath alone as a bath (Gussal-غسل), because of which they are not clean (پاک), Some things are Farz (obligatory-فرض) in the bath (Gussal-غسل), without which there is no bath (Gussal-غسل), It is important to know about the faraiz (فرائض) of a bath (Gussal-غسل);

Gussal Kay Faraiz (غسل کے فرائض):

There are a total three faraiz (فرائض) in the bath (Gussal-غسل): –

  1. Kurli Karna;
  2. Naak Main Pani Charhana;
  3. Tamam Zahiri Badan Par Pani Bahana.

انسان ناپاک ہو تو اُس پر غسل فرض ہو جاتا ہے، بہت سے لوگ ایسے ہیں جو صرف نہانے کو غسل سمجھتے ہیں جس کی وجہ سے وہ پاک نہیں ہوتے، غُسل میں کچھ چیزیں فرض ہیں جن کے بغیر غُسل نہیں ہوتا لہذآ غُسل کے فرائض کے بارے میں علم ہونا ضروری ہے۔

غسل کے فرائض 

غسل کے کل تین فرائض ہیں۔

نمبر1۔ کلی کرنا

نمبر2۔ ناک میں پانی چڑھانا

 نمبر3۔ تمام ظاہری بدن پر پانی نہانا


Insan Napak Ho To Us Par Gussal Farz Ho Jata Hay, Bohat Say Log Aisay Hain Jo Sirf Nahanay Ko Gussal Samajhtay Hain Jis Ki Wajha Say Wo Pak Nahi Hotay, Gussal Main Kuch Cheezain Farz Hain Jin Kay Baghair Gussal Nahi Hota, Lehaza Gussal Kay Faraiz Kay Baray Main Ilam Hona Zarori Hay;

Gussal Kay Faraiz (غسل کے فرائض):

Gussal Kay Kul Teen Faraiz Hain: –

  1. Kurli Karna;
  2. Naak Main Pani Charhana;
  3. Tamam Zahiri Badan Par Pani Bahana.

Gussal Kay Faraiz SK Islamic SubKuch subkuchweb


Gussal Kay Faraiz or Gusal Karnay Ka Tareeqa